Maaldaar Ki Jeb Song Lyrics is from Bhindi Baazaar Inc. Movie. It is Sung by Tochi Raina. Maaldaar Ki Jeb Song Lyrics is written by Amitabh Bhattacharya. Music is given by Sandeep, Surya. Maaldaar Ki Jeb Song Lyrics featuring by Jimmy Sheirgill, Ranvijay, Surveen Chawla, Japji Khaira, Randeep Arya, Prem Chopra, Rahul Dev, Shivender Mahal
Maaldaar ki jeb, gareeb ki zindagi aur patang
Kat gayi ah.. kat gayi
Maaldaar ki jeb, gareeb ki zindagi aur patang
Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..
Upar chidiya sone ki or niche baje mridang
Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..
Maaldaar ki jeb, gareeb ki zindagi aur patang
Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..
Teri zindagi baraf ka gola
Choos le beta dhoop badi hai
aahh..
Raat raat ka honeymoon hai
Subah toh sab ki khaat khadi hai
Teri zindagi baraf ka gola
Choos le beta dhoop badi hai
gola.a..
Raat raat ka honeymoon hai
Subah toh sab ki khaat khadi hai
Raat mein kitne sapne jode
Tode kayi palannngg?
Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..
Maaldar ki jeb, gareeb ki zindagi aur patang
Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..
Muft ka chandan ghis mere nandan
Chance mile toh sab ghiste hain
Hukum ka ikka chidi ki duggi
Iss gaddi me sab piste hain
haan..
Muft ka chandan ghis mere nandan
Chance mile toh sab ghiste hain
Hukum ka ikka chidi ki duggi
Iss gaddi me sab piste hain
Woh bhi tang yahaan pe lalla jiski chaal dabang
Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..
Maaldar ki jeb, gareeb ki zindagi aur patang
Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..
Kat gayiiiii? kat gayiiiii? haye!
Kat gayiiiii? kat gayi?
Are khada munh kya dekh raha hai
Game khatam
Charkhi baandh chal nikal
About Maaldaar Ki Jeb Lyrics
Maaldaar Ki Jeb Lyrics is a song from Bhindi Baazaar Inc.. The song is sung by Tochi Raina. Lyrics are written by and music is composed by Sandeep, Surya.
Frequently Asked Questions
Who sang Maaldaar Ki Jeb Lyrics?
Tochi Raina
Which album is this song from?
Bhindi Baazaar Inc.
Who wrote the lyrics?
Who composed the music?
Sandeep, Surya






