Le Chala Song Lyrics is from One Night Stand Movie. It is Sung by Jubin Nautiyal. Le Chala Song Lyrics is written by Manoj Muntashir. Music is given by Jeet Gannguli. Le Chala Song Lyrics featuring by Nyra Banerjee, Tanuj Virwani
Chhu gayin ungliyan
Jaane kis khwab se
Aaj kyun neend se
Uth gayin khwahishein
Yeh khalish hai nayi
Yeh junoon hai naya
Le chala, dil kahaan
Dil kahaan, le chala (x2)
Bas abhi toh mile
Aur chale do kadam
Kaise phir aa gaye haan
Iss qadar paas hum
Bas abhi toh mile
Aur chale do kadam
Kaise phir aa gaye
Iss qadar paas hum
Sach hai yeh ya waham
Kya khabar, kya pata
Le chala, dil kahaan
Dil kahaan, le chala (x3)
Yoon leher ki tarah
Zindagi beh gayi
Kho gaya main kahin
Sirf tu reh gayi (x2)
Kya yahi hai safar
Jism se rooh ka
Le chala, dil kahaan
Dil kahaan, le chala (x2)
About Le Chala Lyrics
Le Chala Lyrics is a song from One Night Stand. The song is sung by Jubin Nautiyal. Lyrics are written by Manoj Muntashir and music is composed by Jeet Gannguli.
Frequently Asked Questions
Who sang Le Chala Lyrics?
Jubin Nautiyal
Which album is this song from?
One Night Stand
Who wrote the lyrics?
Who composed the music?
Jeet Gannguli





