Gulon Mein Rang Bhare Song Lyrics is from Haider Movie. It is Sung by Arijit Singh. Gulon Mein Rang Bhare Song Lyrics is written by Faiz Ahmed ?Faiz?. Music is given by Vishal Bhardwaj, Mehdi Hassan. Gulon Mein Rang Bhare Song Lyrics featuring by Shahid Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon, Shraddha Kapoor
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Dard ka rishta o.. o.. o.. mm..
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Yeh dil ghareeb sahi
Tumhaare naam pe aayenge
Gham gusaar chale hmm..
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka karobaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka karobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Hmm..
Qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho
Qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho
Kahin to bahr-e-Khuda aaj zikar-e-yaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Jo humpe guzri so guzri
Magar sab-e-hijraan
Jo humpe guzri so guzri
Magar sab-e-hijraan
Humaare ashq teri aaqibat sanwaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Word Meanings = gulon: flowers, baad-e-naubahaar: breeze of new spring, gulshan: garden, qafas:cage/prision, sabaa: gentle breeze, bahr-e-Khuda: Khuda ke liye, zikr-e-yaar: mehboob ka zikr, shab-e-hijraan: the night of separation, aaqibat: end / future life
About Gulon Mein Rang Bhare Lyrics
Gulon Mein Rang Bhare Lyrics is a song from Haider. The song is sung by Arijit Singh. Lyrics are written by Faiz Ahmed ?Faiz? and music is composed by Vishal Bhardwaj, Mehdi Hassan.
Frequently Asked Questions
Who sang Gulon Mein Rang Bhare Lyrics?
Arijit Singh
Which album is this song from?
Haider
Who wrote the lyrics?
Who composed the music?
Vishal Bhardwaj, Mehdi Hassan





