Badla Song Lyrics is from Housefull 4 Movie. It is Sung by Danish Sabri. Badla Song Lyrics is written by Farhad Samji. Music is given by Farhad Samji, Aditya Dev. Badla Song Lyrics featuring by Akshay Kumar, Riteish Deshmukh, Bobby Deol, Kriti Sanon, Pooja Hegde, Kriti Kharbanda
Aa… aa…
Na badla main
Na badla woh
Na badla tu…
Agar kuch badla hai to sirf
Kambakht ye waqt hai badla
Pehle tha kabooter ab Twitter
Pehle thi book ab hai Facebook
Pehle tha Telegram ab hai Instagram
Pehle thi jaadu ki jhappi
Ab hai video call pe <3* pappi
Yehi sochkar pichla aur agla
Maine gaane ka hook rakh diya…
Badla badla badla
Badla badla badla… (x3)
Tu bata raincoat ke langot
Thakur ko gabbar se lena tha kya
Baahubali ko Bhallal Dev se lena tha kya
Osama ko Obama se lena tha kya
Karan Arjun ki Maa ko Rana se lena tha kya
Badla badla badla
Badla badla badla… (x2)
US ke election ke baad
Donald Trump White House mein aaya
Toh sabne bola eh ke hoya bhaya
Naam se Donald Trump
Aur harkat se Donald Duck nazar aaya
Toh maine kaha woh Donald Duck hi hai
Usne apna naam…
Badla badla badla
Badla badla badla… (x2)
Sone ke liye gadla gadla
Bajane ke liye tabla tabla
Dushman ke liye hamla hamla
Aur wig ke liye takla takla
Aalu ke liye ragda ragda
Aur intekaam ke liye…
Badla badla badla
Badla badla badla… (x2)
About Badla Lyrics
Badla Lyrics is a song from Housefull 4. The song is sung by Danish Sabri. Lyrics are written by Farhad Samji and music is composed by Farhad Samji, Aditya Dev.
Frequently Asked Questions
Who sang Badla Lyrics?
Danish Sabri
Which album is this song from?
Housefull 4
Who wrote the lyrics?
Who composed the music?
Farhad Samji, Aditya Dev






