Khud Ko Tere Lyrics

Khud Ko Tere Song Lyrics is from 1920 Evil Returns Movie. It is Sung by Mahalakshmi Iyer. Khud Ko Tere Song Lyrics is written by Shakeel Azmi. Music is given by Chirantan Bhatt. Khud Ko Tere Song Lyrics featuring by Aftab Shivdasani, Tia Bajpai

Singer :Mahalakshmi Iyer
Album :1920 Evil Returns
Lyricist :Shakeel Azmi
Music :Chirantan Bhatt
Director :Bhushan Patel
Cast :Aftab Shivdasani, Tia Bajpai
Singer :Mahalakshmi Iyer
Singer :Mahalakshmi Iyer

Khud Ko Tere Song Lyrics is from 1920 Evil Returns Movie. It is Sung by Mahalakshmi Iyer. Khud Ko Tere Song Lyrics is written by Shakeel Azmi. Music is given by Chirantan Bhatt. Khud Ko Tere Song Lyrics featuring by Aftab Shivdasani, Tia Bajpai

Tum bhi tanha thay
Hum bhi tanha thay
Milke rone lage (x2)

Ek jaise thay dono ke gham daga hone lage
Tujhme muskurate hain
Tujhme gungunaate hain
Khud ko tere paas hi chhod aate hain
Tere hi khayalon mein
Doobe doobe jaate hain
Khud ko tere paas hi chhod aate hain

Thode bhare hain hum, thode se khaali hain
Tum bhi ho uljhe se, hum bhi sawaali hain
Kuch tum bhi kore ho, kuch hum bhi saare hain
Ik aasmaan par hum do chaand aadhe hain
Kam hai zameen bhi thodi, Kam aasmaan hai
Lagta adhoora, tum bin har jahaan hai
Apni har kami me hum ab tujhe hi paate hain
Khud ko tere pass hi chhod aate hain
Jitni bhi viraani hai tujhse hi sajaate hain
Khud ko tere paas hi chhod aate hain

Do raaz milte hain, Humraaz bante hain
Sannate aise hi aawaaz bante hain
Khamoshi me teri, meri sadaayein hain
Meri hatheli me, teri duaayen hain
Ik saath tera ho toh sau manzile ho
Tanhaai teri, meri mehfile ho
Hum teri nigahon se khud me jhilmilate hain
Khud ko tere paas hi chhod aate hain
Tujhse apni raaton ko subah banate hain
Khud ko tere paas hi chhod aate hain

Meaning of some words:
Sawaali: one who seek answers, kore: blank, viraani: loneliness, sadaayein: voices

Share and Enjoy !

0Shares
0 0
Posts created 1919

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Related Postss

Begin typing your search term above and press enter to search. Press ESC to cancel.

Back To Top