Ek Dil Ek Jaan Lyrics

Ek Dil Ek Jaan Song Lyrics is from Padmaavat Movie. It is Sung by Shivam Pathak, Mujtaba Aziz Naza, Kunal Pandit, Farhan Sabri. Ek Dil Ek Jaan Song Lyrics is written by AM Turaz. Music is given by Sanjay Leela Bhansali. Ek Dil Ek Jaan Song Lyrics featuring by Deepika Padukone, Shahid Kapoor, Aditi Rao Hydari

Singer :Shivam Pathak, Mujtaba Aziz Naza, Kunal Pandit, Farhan Sabri
Album :Padmaavat
Lyricist :AM Turaz
Music :Sanjay Leela Bhansali
Singer :Shivam Pathak, Mujtaba Aziz Naza, Kunal Pandit, Farhan Sabri
Singer :Shivam Pathak, Mujtaba Aziz Naza, Kunal Pandit, Farhan Sabri
Singer :Shivam Pathak, Mujtaba Aziz Naza, Kunal Pandit, Farhan Sabri
Singer :Shivam Pathak, Mujtaba Aziz Naza, Kunal Pandit, Farhan Sabri

Ek Dil Ek Jaan Song Lyrics is from Padmaavat Movie. It is Sung by Shivam Pathak, Mujtaba Aziz Naza, Kunal Pandit, Farhan Sabri. Ek Dil Ek Jaan Song Lyrics is written by AM Turaz. Music is given by Sanjay Leela Bhansali. Ek Dil Ek Jaan Song Lyrics featuring by Deepika Padukone, Shahid Kapoor, Aditi Rao Hydari

Ek dil hai
Ek jaan hai
Dono tujhpe?
Dono tujhpe qurbaan hain

Ek main hoon, ek imaan hai
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe qurbaan hain

Ek dil hai?

Aa?
Ishq bhi tu mera pyar bhi tu
Meri baat zaat jazbaat bhi tu
Parwaaz bhi tu rooh-e-saaz bhi tu
Meri saans nabz aur hayaat bhi tu

Mera raaz bhi tu
Pukhraj bhi tu
Meri aas pyaas aur libaas bhi tu
Meri jeet bhi tu, meri haar bhi tu
Mera kaaj raaj aur mizaaj bhi tu?

Mere ishq ke, har maqaam mein
Har subah mein, har shaam mein
Ik rutba hai, ek shaan hai
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe qurbaan hain

Ek dil hai
Ek jaan hai
Dono tujhpe?
Dono tujhpe qurbaan hain

Aa?
Meaning of Words:
Qurbaan: Sacrifice, Jazbaat: Emotions, Rooh-e-saaz: Music of Soul, Parwaaz: Udaan/Flight, Hayaat: Life, Kaaj: Work, Raaj: Reign, Mizaaj: Temperament/Pride, Maqaam: Place/Position, Rutba: Honour/Dignity

Share and Enjoy !

Shares
Posts created 3601

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Related Postss

Begin typing your search term above and press enter to search. Press ESC to cancel.

Back To Top