Chhote Chhote Tamashe Song Lyrics is from Sanam Re Movie. It is Sung by Shaan. Chhote Chhote Tamashe Song Lyrics is written by Manoj Muntashir. Music is given by Jeet Gannguli. Chhote Chhote Tamashe Song Lyrics featuring by Pulkit Samrat, Yami Gautam
Chhote chhote tamashe
Jaise paani batashe
Haathon se naa jaane de
Haule haule jharokhe
Chal khole khushi ke
Thodi hawa to aane de
Dabe dabe paaon
Zara chale aao
Ye pal milenge kahan
Ye zindagi.. hai aur kya..
Ik chutkula hans de zara
Khafa khafa kyun hai tu
Chhote chhote tamashe
Jaise paani batashe
Haathon se naa jaane de
Haule haule jharokhe
Chal khole khushi ke
Thodi hawa to aane de
Ra ta ta ta..
Thodi thodi jora jori
Thodi thodi chori shori kar lein
Bholi bhali pyari pyari
Yaadein saari jholi mein aa bhar lein (x2)
Ye zindagi.. hai aur kya..
Ik chutkula hansde zara
Khafa khafa kyun hai tu
Chhote chhote tamashe
Jaise paani batashe
Haathon se naa jaane de
Haule haule jharokhe
Chal khole khushi ke
Thodi hawa to aane de
Ra ta ta ta..
Khatte meethe aamon jaise
Pedon se aa lamhe saare todein
Resha resha dhaaga dhaaga
Dilon ki ye moti maala jodein (x2)
Ye zindagi.. hai aur kya..
Ik chutkula hansde zara
Khafa khafa kyun hai tu
Chhote chhote tamashe
Jaise paani batashe
Haathon se naa jaane de
Haule haule jharokhe
Chal khole khushi ke
Thodi hawa to aane de