Tere Liye Song Lyrics is from 7 Khoon Maaf Movie. It is Sung by Suresh Wadkar. Tere Liye Song Lyrics is written by Gulzar. Music is given by Vishal Bhardwaj. Tere Liye Song Lyrics featuring by Ajay Devgan, Emraan Hashmi, Omi Vaidya, Shruti Haasan, Ameesha Patel
Tere liye, tere liye, tere liye, tere liye
Lafzon mein lamhon ki doliyan laye hain
Lafzon mein lamhon ki doliyan laye hain, laye hain
Sheron mein khushboo ki, boliyan laye hai
Sheron mein khushboo ki, boliyan laye hai, laye hain
Humne to sau saude kiye, tere liye, tere liye
Aankhon mein na chubhe, taaron ki kirchiyan
Sheeshe ka aasma laye hai, tere liye
Tere liye taare jade, heeron se bhi kitne bade
Humne aasmano mein lakhon ke saude kiye
Tere liye, tere liye, tere liye, tere liye
Halki si sardiyan aur saans garam ho
Shaamon ki shawl bhi thodi si narm ho
Tere liye kishmish chune, piste chune tere liye
Humne to parindon se baagon ke saude kiye
Tere liye, tere liye, tere liye, tere liye
Tere liye, tere liye..
About Tere Liye Lyrics
Tere Liye Lyrics is a song from 7 Khoon Maaf. The song is sung by Suresh Wadkar. Lyrics are written by Gulzar and music is composed by Vishal Bhardwaj.
Frequently Asked Questions
Who sang Tere Liye Lyrics?
Suresh Wadkar
Which album is this song from?
7 Khoon Maaf
Who wrote the lyrics?
Who composed the music?
Vishal Bhardwaj





